मुखडा :
ये कैसी बात है के मस्त ऋतु आई है
ये कैसी बात है काली घटाएँ छाई हैं,
१) ग़मों के दौर में ये एक किरण सी फूटी है
खुशियाँ ऎसी मिली जो फिर मिल न पाई हैं
ये कैसी बात है………………..
२) तुम आफताबे-जन्नत हो इस ज़मी पर
ये रौशनी की किरण लहर-लहर आई है,
ये कैसी बात है………………..
३) तेरे ख्याल में, मै सुबह-शाम यूँ गुम हूँ
के जैसे सागर में बूँद ये समाई है
ये कैसी बात है………………..
Ye kaisi baat hai ke mast ritu aayee hai, ye kaisi baat hai kaali
ghattayen chaayin hain. Ye kaisi baat hai.
1: Ghamon ke daur main ye, ek kiran si phooti ha, Khushi ye aisi
mili,phir jo mil na paayi hai. Ye kaisi—
2: Tum aaftaabe jannat ho is zamin par. Ye roshni ki kiran, lehar
lehar aayi hai. Ye kaisi—–
3:Tere khayaal mein main,subah shaam yun gum hun. Ke jaise saagar main
,boond ye samaayi hai. Ye kaisi—-

(1: What a wondrous and intoxicating time!
Rain clouds are hovering to make the thirsty earth blissful.
A: A Sunray has burst forth in these times of sorrow.
I feel a Joy which is unsurpassed.
B: You are the Sun of heaven on this earth.
You have come like waves of light.
C:Morning and evening I am lost in your thoughts.
The drop is drowned in the Ocean.)
I feel a Joy which is unsurpassed.
B: You are the Sun of heaven on this earth.
You have come like waves of light.
C:Morning and evening I am lost in your thoughts.
The drop is drowned in the Ocean.)
You must be logged in to post a comment.